Wednesday, 7 March 2012

SMSCHANNAL NEWS ALERTS

SALAM MY ALL DEAR VISITOR

WE ARE BACK IN MARKET . THIS BLOG IS SALE FROM TAHA AQEEL FOR 10,000 RUPEE .INSHALLAH NOW THIS BLOG IS DAILY NEW AND FRESH UPDATE AND MESSAGE JUST FOR YOU

THANK YOU
REGARDS
ADMIN
AND OVER TO NEW OWNER

Friday, 18 November 2011

Haqiqat samjho ya afsana,
Begana kaho ya deewana,
Suno is dil ka fasana,
Teri dosti hai mere jeene ka bahana..
Mosm_e_hijr k lamhat koi kya jane
kya guzrti hai mere sath koi kya jane
Duryon me bhi tere sath marasim hain wohi
Roz hoti hai mulaqat koi kya jane
Log hYe lo msg video k sath sirf ap k lye mry lovly frnd
Kuch Istrha teri palken

(e  ; (
(e

meri palkon se milade
((  ; )
((

Aansu tere sare

(e_ _  ansti huwe Ankhon pe yaqeen rakhte hain
Mere ansu mere jazbat koi kya jane
Ek tu hai jise maloom hain sari baatein
shab_e_hijr k merey halat koi kia jane; (
(e_ _

Meri palkon pe sjade

((_ _ _ ; )
((_ _ _

Kuch is tarah

Tu Har Ghari 12
9  <  3   6

Har waqt
mere sath raha hai
Han ye jism @   
koi kia jane k khmoshya kia kehti han
meri Ankhon k swalat tumhary bin koi  kia jane.      @< >         < > !L           !LKabhi door
@  @
< > < >!L  !L
Kabhi pas raha hai

jo b Gham hai ye tere@
< >!L
Unhain tu mera pata dy
Yun hum ko satane ki zarorat kya thi

Dil mera tour k jane ki zarorat kya thi

Jo nahe tha ishq tu keh diya hota

Hume yun aazmane ki zarorat kya thi

Maloom tha gehray khawab toot jaein gay

Neend main aa k jagane ki zarorat kya thi

Maan lon gar yeh yak tarfa mohabat thi

Mujhay dekh ker muskurane ki zarorat kya thi 

Jo hum na thay tumharay
qabil-e-nazar

Tu Mohabat sikha ker thokar lagane ki zarorat kya thi...?
* every 1has different phases of sex life.
age 18-din raat
age 28-roz raat
age 38-jumairat
age 48-chandraat
age 58-ghalatbaat
Child: Papa aunti ka pait kiun phula hai
Father: i know, tu sab janta hai

Child: i don't know, trust me

Father: In k pait mai pani bhara hai

Child: Ohoo!! phir Papa bacha to doob jaiga
mehboob mere,mehboob mere..

apni masti me mujhe jeene de..

joo dood hai tere seene me..

mujhe daba-daba ke peene de
Tut k zra dkho,tm agr bikhr jao, be basi mei ghir jao,

dil se ek sada dyna, bs mje bula lyna,

main tmhein smbhalon ga,

zindgi mei chalne ka,

rasta badlne ka, ek huner skha doun ga,

tm ko hoslaa doun ga, or jb smbhl jao,

roushne mei dhal jao,

mjh ko youn sila dyna,

tm mje bhula dyna
Khlos-e-dil se milo to saza detay hein log

Sachay jazbat b  thukra  detay hen log

Dekh nahi saktay do dilon ka milna

Bethy huay do prinday b ura dety hen log

Tuesday, 15 November 2011

New Year Wishes.

My wishes for 2011

12Months of HAPPINES
52Wks of FUN
365Days of SUCCESS
8760Hrs GUD HEALTH
525600Mins of GUD LUCK

31536000 Seconds ful of joy Happy NewYear

Monday, 14 November 2011

Main apni duaaon ka asar dekh rahi hon

Main apni duaaon ka asar dekh rahi hon
ghambheer andheron mein sahar dekh rahi hon
Dil ka sahar-o-shaam tardapna woh machalna
dekha nahi jaata hay magar dekh rahi hon
ALLAH karay soz-e-daron aur ziyada
kuch aur nayay zakhm-e-jigar dekh rahi hon
Ghabra kay palat jaaon meray bus mein nahi hay
go samnay anjam e safar dekh rahi hon
aankhon mein idhar ashk udhar aag hay dil mein
barsaat mein jalta hoa ghar dekh rahi hon
Afsurda si lagti hay mujhay bazm-e-sukhan bhi
aazurda mein tum ko jo “Adi” dekh rahi hon

New Year

Accept my simple gift of wishes, Wrapped with SINCERITY,Tied with CARE & Sealed with BLESSINGS for PEACE & PROSPERITY in this New Year. Have a GREAT 2011.

Sunday, 13 November 2011

kabhi main yaad aaoon to

kabhi main yaad aaoon to
kabhi tanhai ke lamhay
tumhayn ziyada sataein to
kabhi koyal na bolay to
aur jugnoo lot jayn to
kabhi jab dil bhi bher jaye
koi jab sun na paye to
ager sab dost sathi bhi
jo tum say roth jaein to
kabhi jab khud se lar lar kar
thakan sachoor ho jao
kabhi chahte hue bhi khud akele
ro na pao to
apni ankhon ko bund karna
mujhay awaz de dena
aur phir mera tasawur se
jo chaho batein keh dena
meray kaandhe pe sar rakh kar
tum jitna chaho ro lena
phir khud main jab lot jao to
ussi duniya chale jana
mager bus itna khena hay
ke jab bhi dukh ya khushion main
humain dil say pukaro ge
humain tum sath pao ge

Jane Kis Cheez Ki Kami Hay Abhi

Jane Kis Cheez Ki Kami Hay Abhi
Dil main ik laher si uthi hay abhi
Koi taza hawa chali hay abhi
Shoor barpa hay khana-e-dil main
Koi diwar si giri hay abhi
kuch to nazuk mizaj hain hum bhi
Aur yeh choot bhi nayi hay abhi
Bhari dunya main jee naheen lagta
jane kis cheez ki kammi hay abhi
So gaye loog us haweli k
Aik khirki magar khuli hay abhi
Dil main ik laher si uthi hay abhi
Koi taza hawa chali hay abhi.

Ishq Mai Marr Mitna

Ishq Mai Marr Mitna To Bahot Aasaan Hai…..Dost…..
Hum Zinda Hai Yehi Dard Kafi Hai Teri Bewafai Ke Baad….

Meri muhabbat mere jazbaat

Meri muhabbat mere jazbaat
Sirf Tum Se Hai
Dekho meri kainat
Sirf Tum Se Hai
Oron se mein pochne ka
haq nahein rakhti
Mere sawalat mere
jawabat Sirf Tum Se Hai
Tum ko maloom hi nahi
meri tanhai ka dukh
Meri sochein mere khyalat
Sirf Tum Se Hein
Tum sath ho to muqaddar
pe hakomat apni
Mere har rishte ki sougaat
Sirf Tum Se Hai
Gar kabhi bikhar jaon to
samait lena mujh ko
Hai mukammal jo meri zaat
Sirf Tum Se Hai.

Jane Kis Cheez Ki Kami Hay Abhi

Jane Kis Cheez Ki Kami Hay Abhi
Dil main ik laher si uthi hay abhi
Koi taza hawa chali hay abhi
Shoor barpa hay khana-e-dil main
Koi diwar si giri hay abhi
kuch to nazuk mizaj hain hum bhi
Aur yeh choot bhi nayi hay abhi
Bhari dunya main jee naheen lagta
jane kis cheez ki kammi hay abhi
So gaye loog us haweli k
Aik khirki magar khuli hay abhi
Dil main ik laher si uthi hay abhi
Koi taza hawa chali hay abhi.

kabhi main yaad aaoon to

kabhi main yaad aaoon to
kabhi tanhai ke lamhay
tumhayn ziyada sataein to
kabhi koyal na bolay to
aur jugnoo lot jayn to
kabhi jab dil bhi bher jaye
koi jab sun na paye to
ager sab dost sathi bhi
jo tum say roth jaein to
kabhi jab khud se lar lar kar
thakan sachoor ho jao
kabhi chahte hue bhi khud akele
ro na pao to
apni ankhon ko bund karna
mujhay awaz de dena
aur phir mera tasawur se
jo chaho batein keh dena
meray kaandhe pe sar rakh kar
tum jitna chaho ro lena
phir khud main jab lot jao to
ussi duniya chale jana
mager bus itna khena hay
ke jab bhi dukh ya khushion main
humain dil say pukaro ge
humain tum sath pao ge

Chandni Chhat Pe Chal Rahi Hogi,

Chandni Chhat Pe Chal Rahi Hogi,
Ab Akeli Tahel Rahi Hogi,
Phir Mera Zikr Aa Gaya Hoga,
Wo Barf Si Pighal Rahi Hogi,
Kal Ka Sapna Bahut Suhana Tha,
Ye Udaasi Na Kal Rahi Hogi,
Sochta Hoon Ke Band Kamre Mein,
Ek Shama Si Jal Rahi Hogi,
Tere Gehno Si Khan Khanati Thi,
Baajre Ki Fasal Rahi Hogi,
Jin Hawaon Ne Tujhko Dular Aaya,
Un Mein Meri Gazal Rahi Hogi…

Saturday, 12 November 2011

Thought for Today

Worry doesn't take the problems out of tomorrow, It takes the strength out of today.

Smile more, Worry Less